Veeranon Mein
Thu 27 January 2022 Tags poemDhoondtey jisey ho tum veeranon mein, Muntazir hai teyra kalb-o-wajood mein.
Nasaaz aadatein jab kabl thi manzoor, Ub kable-e-bardaasht nahee aur yehee hai dastoor.
Hai wukht ka takaza yaan ehsaas-e-nafrat, kya karey banda jab na miley maghfirat.
Bhoolein gay hum yey ehsaas nahee, ye madhum see thoker, khuch khaas nahee.
Barhtey chalo agey is umeed mein. key ayey ga pal aik din jab humbhee hongey sukoon mein.
Akhri Safar
para hoon idhur charapoyee pey do ghuntey khuaar, ya Allah madad kar yey ghunta guzaar.
hai to lapeyta mujhey safaid chaadaron mein, naam tha jiska mayyat wo reh gaya srif kitaabon mein.
Lataad phool aur agarbatiyon ka istimal, hai yai koyee dolee yaa baraat ka istehsaal.
Hoon kab sai rab …
read moreWujud
Mera wujud, meyree tanhayee
Meyree khushiyan, ik parchayee
na umeedi hai ik gunnah
dey parwardigar is fitoor sey panaah
read moreAarzu
ik khayal, ik umeed, ik justuju, aya haasil la haasil ik mustakbil ruh ba ruh.
lamha-e-mayusi, nateejay-e-ghaflat, eeman-e-ilaahee, yaqeen-e-maghfirat.
khauf-e-andekhi, mijaz-e-iztiraab, eeman-e-ilaahee, yaqeen-e-iqtiraab.
umeed qayyuum, takmeel-e-aarzu iyaka 'astaaein, waiyaka na'budu.
read moreHeart that weeps a River
An aching heart that used to be chipper,
Scares and close calls, less a shiver.
Patter of feet, once more heard,
Remind of what is important and calm all jitter.
An unexpected turn, a swerve off the line,
Proclamations claiming all will be fine.
What follows next, nobody really knows …
read more